THE IMPORTANCE OF ZAKAT IN ISLAM Islam ek mukamal zabita haayaat hai. zakat dany kay boht se faiday hain ek to insan ka mal pak ho jata hai. dosra insan kay sar par jo bhoj hota hai wo utar jata hai. zakat dany se insan ka mal khuda pak or saf kar data hai. dosara khuda us kay mal main itni barakat dal data hai kay insan ko khuda ki soch se bhi bahar hota hai. insan kay mal main khuda itni barkat dal data hai kay insan ki soch main bhi nahi hota haii kay insan kay pass ye sub dolat kahan se aa rhi hai. insan itani mahant nhi karta jitana insan ko khuda tala attah kar data hai. insan kay wahom o ghumaan main bhi itana nhi hota jitana allah tabar o watallah us ko atta kar data hai. zakkat attah karnuy se ek to insan ka khud ka mal har dukh har kasam kay hadast se bach jata hai doasara wo insan jiss ko zakat data hai us ky ki hosala afazai ho jati hai. us kay ahal o ayal or tamam un kay ahl khana ko allah tala rizaq ata kar data hai. insan dosro kay faidy karta hai insan dosro kay sath bhali karta hai. iss se dosro ki madad kar data hai jo ghareb apny bacho kay lie kapary nahi lay sakty un ki madad ho jati hai. ye sub zakat kay hi faidy hain
Watch The Video:
isi lie insan ko apni bhali or dosry ghreeb logo ki bhalai kay lie zakat dani chahye taky doasry log bhi us ki zakat se faida utha saken
THE IMPORTANCE OF ZAKAT IN ISLAM
No comments:
Post a Comment