Thursday, July 7, 2016

Qayamat nazdeek hai ... tauba karo by Maulana Tariq Jameel

Qayamat nazdeek hai … tauba karo by Maulana Tariq Jameel zindgi jiss nay di hai us nay insan ko apni ibadat ka bhi hukam dia hai magar insan us zat pak ko chaor kar kisi or zat kay chakr main par gya hai. jis zat ki ye zindgi di howi hai us zaaat kay kuch faraiz bhi hain hum par. hume zaat pak kay faraiz ki adagi karni chahye us zaat pak kay tamam faraiz ki adagi bakhobi karni chahye. us zaat kay sub se bara insan par bhot bara ahsaan kay us ko ko paida kia us kay khany peeny ka bandobsat kia. us ko dikhany kay lie ankho ka bandobast kia us kay hath pao banaye chalany kay lie pao die. magar hum apny rab kay in sub inamat ko bho bithy hain. khuda nay jiss insan ko bhi paida kia sub ko hukam dia kay ap jao is dunia main or apni marzi se apna wakat guzaro or jo karna hai karo ek din aisa aye ga kay jiss din ap ko jo kuch bhi dunia main kia us sub ka hissab dana pary ga. or us din ko qayamat ka name dia gya hai. roz e qayamat ko insan or tamam roh e zameen par rahany walay tamam janwro se khissab o kitab ho ga or un ko jannat or dozkh main bhaja jae ga tamam ka ahtasab ho ga. or sub kuch hisab o kitab kay bad insan ko jannat or dozkh ka hakdar thahraya jae ga.


Watch The Video: Qayamat nazdeek hai … tauba karo by Maulana Tariq Jameel



Qayamat nazdeek hai … tauba karo by Maulana… by alibaqar086

allah tala apny tamam bando ki toba ka intazar aisy karta hai jisay pisa pani ka intzar karta hai. lehza aisa na ho kay kal qayamat ka din ho or hamry pass us kay lie koi saman naa ho us din kay lie apny pa ki bakshaish karwany kay lie.



Qayamat nazdeek hai ... tauba karo by Maulana Tariq Jameel

No comments:

Post a Comment