ADAM (A.S) FootPrint found hazrat adam a.s allah kay sub se pahly or khass bandy ho guzary hain. allah ny is dunia ko jab banaya to us ki ibtda hazarat adam a.s say ki. dunia main sub se pahla shaks paida hony wala shkhas hazart adam a.s thy. or us wakat jab hazarat adam a.s paida howe to us wakat un ko jannat main rakha gya. us kay bad jannat se dunia main bhi jo sub se pahlay shakhs tashreef laie wo hazart adam a.s thy. tamam allam ki jo makhlokat hain un sub ka baap hazart adam a.s hain. insan ki ibtda hazart adam a.s se howi. allah kay phaly nabi jo is dunia main tashreef laie wo hazart adam a.s thy. dunia main tashreef lany kay bad dunia main unho nay aman ko qaim rakhny ki zimadaryan nibahai. hazarat adam a.s nay nasal e insani ko agy barhaya. or hazart adam a.s tamam insano kay bap hain. hazart adam a.s is dunia main jab tashreef us wakt is dunia main koi zee shaor insan nhi tha. us wakat ye dunia khali thi insano se. hazart adam a.s ka pao mubark ka nishan jab mila to logo nay us ko bhot mahfoz kar lia.
Watch The Video: ADAM (A.S) FootPrint found
ADAM (A.S) FootPrint found by MuslimCommunity
ajj kal kal us pao ko chopa kar rkha hai. or dunia main jitny bhi muslamn hain wo is pao ko dikh kar aqeedat se chommty hain.
ADAM (A.S) FootPrint found
No comments:
Post a Comment