Hum insan bhot khudgarz aur aur gunnahgar hain aur gunnah ya galti krna to humre fitri adat hai. Sometime to insan apni ana prasti ya khudgarzi main esy gunnah kr jaty hain jinti mafi to door ki bat saza bhe bhot kaam lagti hai. Esy gunnah sirf humre zaat sy ni jury hoty balky unky sath baqi bhe kafi zindgian juri hoti hain.
En main bhot si galtian shamil hain jis main sy ek kisi ke sath galat kaam krna ya galat relation rakhna mtlb zana wagira. Esky bary main to khud Hazrat Muhammad (SAW) kha hai ke nikah ke bagair kisi ke sath galat relation rakhnay wala saza ka haqdar hai. Khari ye to har gunnah ka darja hai jsy kisi naik kaam ke darjy hoty hain es ran gunnah ke drjy hoty hain. Esi trhan kisi ka katal (murder) krna bhe bhot bra gunnah hai eski saza to dunyan main bhe hai aur akhrat main bhot bre hai. Humre pyray nabi (SAW) ni khud farmaya hai ke ek muslim ka katal pure insaniyat ka katal hai. Jiski saza duniya aur akhrat dono jahano main hai. Esy Hazrat Muhammad (SAW) ni 3 esy logon ka kaha hai ke unka katal krna jaiz hai. Three man who can be murder in islam which are mentioned in this video link. You can unlock and watch this video.
Three Man Who Can Be Murder In Islam
No comments:
Post a Comment