Hamry piyary nabi hazrat Muhammad (saw) ka ikhlaq o martba sub se alla o buland martaba pay fayez hain. jin kay ikhlaq ki kasmian un kay dushan bhi khaty thy ap (saw) ka ikhlaq bhot buland hai. asaam o zameen ap (saw) kay samny sajda karty thy. soraj chand sitary darkhat bhi sajda karty thy.
Jaisy kay hum janty hain Allah kay Aakhiri Nabi Hazrat Muhammad (SAW) hain. Jinho ny Din Islam ki dawat di. Ap Muhammad (SAW) ny apni zindagi haq baat kahny aur naik kamon main guzari. Ap Hazrat Muhammad (SAW) Allah k akhri Nabi aur Rasool hain. Jin ko puri dunia k insanoon k lia rahmant bana k bajha gaya.
Ap Muhammad (SAW) ny apni zindagi main hamesha Allah ka pegham logon tak poanchya. Ap ko dunia main logon ko haq baat batany aur Islam k bary main baatany k lia bajha gaya. Ap hamesha logon ki maadad keya krty thy. Har kisi k sath narmi sy paish aya krty thy. Ap kisi ka dil ni dukhaty thy. Ap logon ko islam ki dawat dyty thy. Ap (SAW) pr Quran nazil keya gaya.
Ap (SAW) nay dunia main asy kaam keya jin ko moojza kaha jata ha. Tamam Musalman Ap Muhammad (SAW) ko akhri Nabi manty hain aur boht piyar krty hain. Ap ya jo video dakh rahy hain es main ek kuway k bary main batya gaya hai. jo k madina sy kuch fasilh par hai. Es well k bary main kaha jata ha k es ka pani boht meetha ha. Ap (SAW) ny es main apni luab dali thi.
Watch Vide: Miracle Of Hazrat Muhammad (SAW)
Jis k baad es ka pani entahi meetha ho gaya. Aur ya paani aaj tak meetha ha. Aur jb bhi musalman wahan jaty hain too es kuwain ka pani pity hain aur ly kr bhi aaty hain. Ya sb Ap (saw) kay mojzat main sy hai. Hamain Allah ka shukar aada krna chaeya jinho ny Ap Muhammad (SAW) ko hum pr rahmat bana kr bajha. Allah nai Rasool ny Hamesha Haq aur Sach baat ki aur logon ko bhi es ka hukam dia. Hamain Rasool (SAW) ki zindagi pr amal krna chaeya.
Miracle Of Hazrat Muhammad (SAW)
No comments:
Post a Comment