Hazrat Muhammad (SAW) Saying About Best Wife or ap (SAW) nay he btaya zindagi ko Islam or Allah ki marzi say guzarny ka sahi tarika yahan tak kay husband wife ka aik sath rehna bhi kay inhy kaisy aik dosry kay sath rehna chahye kaisy bat karni chahye kaisy pesh ana chahye or kaisy aik dosry say piyar karna chahye or yeh bhi ap (SAW) nay btaya kay kaisy aik uorat yani wife mard kay liye rizq ka sabab hai or yeh btaya ky kon si ourat mard kay rizq mein izafa karti hai, aik hadess sharef mein ata hai kay aik sahib (R.A) Hazrat Mohammad (SAW) kay pass tashref lay ay or farmya Allah kay piyary Rasol (SAW) meri aik wife hai jab mein pareshan ho kar ghar jata hon to.
Yeh mery chaddar ka kinara pakr kar meri payshani ( kamar) saaf karti hai or kehti hai kay agr yeh pareshani ap ki dunia kay liye hai to Allah is ko zaroor door kary . or agar yeh pareshani akhrat kay liye hai to ALLAH is ko bara day. To pary nabi hazrat mohammad (SAW) nay arshad farmaya ky isliye shoahdh jaisa rizaq hai.
Watch the Video: Hazrat Muhammad (SAW) Saying About Best Wife
to is tarah ki wife kay bary mein hazrat mohammad (SAW) nay yeh farmaya hai. Hazrat mohammad (SAW) Allah kay akhri nabi hain. Apny apni life mein humesha Allah kay islam ka pegum dia or puri zindai sadgi mein guzari or humesha dosro ko bhi is rasty par chalny ki bat ki.
Hazrat Muhammad (SAW) Saying About Best Wife
No comments:
Post a Comment