Mojza Miracle in ashora karbala Allah ka krisham very amazing islamic video allah tala wo histy hai jiss nay is pori dunia ko pori qaynat ko ko banaya hai. jiss nay is dahrti ko is rang main paida khuda tala wo histay hai jiss nay insan ko paida karny kay lie sirf ye kaha kay aye insan paida ho ja to usi wakat insan paida ho gaya. insan ko chahye kay sirf or sirf usi pak zat ko ibadt karni chahye or sirf usi zat kay agy jukna chahye us zat kay siwa kisi or zaat kay ilwa kisi or zaat kay samny jhukna shirk hai. or na hi insan ko kisi or zat kay samny jhukna chahye. insan ko paida karny wala or us insan ki bhalai kay lie 1 lakh 24 hazar apny paiary or naik banady insan ki rahnumai or bhalai kay lie zameen par bhajy taky wo ja kar insan ki ko sidhay rasty par chalny kay lie kahen or insan sirf or sirf sidhay rasty par chaly. khuda insan ko us ki 70 maao se bhi zeyda muhabat kartaa hai. khuda nay is dunia main jitni bhi chizen paida ki hain. wo sirf or sirf insan kay lie paida ki hain. magar insan khuda kay hi naik bando ko is dunia se khtam karny ka irada rakhty hain. jo insan ko sidha rasta dikhaty hain magar insan in tamam chizo ko nhi dikhata. ye tamam allah kay naik bandy insan ki bhali kay lie paida howe hain. khuda nay in tamam apny mhabob o naik bando ko insan ki bhali kay lie bhja hai is dunia main.
Watch The Video: Mojza Miracle in Ashora E Karbala
Mojza Miracle in ashora karbala by pakistancable
isnsn nay is dunia main aa kar bhot zulam kie hain un bando par zulam kie hain jin ko khuda nay insan ki bahali or rahnumai kay lie is dunia main bhaja hai. jo sirf insan ko ek hi zaaat kay bary main or sirf usi zat ki ibadat karny kay lie kahnay lay lie is dunia main aye.
Mojza Miracle in ashora karbala