Traffic Police Lahore kay bary main hi yah bataya gaya hai kah in ho nay aik or new system ko introduce kiya hai. Or is kay bary main hi yah kaha gaya hai kah yah system traffic police walon kay liy hi banaya gaya hai. Or is ki maded say hi ab Traffic Police kay officers ko challane book lay kar phirnay ki bhi zarorat nahi hai. Or is kay ilawah hi yah bi kaha gaya hai kah is system ki maded say hi ab aasani say hi kise bhi gadi ka challane kata ja saky ga. Or ager koi bhi gadi wala afrad moqah par hi challane fee ada nahi kar sakta hai. Is kay liy hi is E-challaning machine main say hi aik paper niklay ga.
Watch Video: Traffic Police Introduce E-Challaning System
Or is par hi challane ki amount likhi hogi. Jis ki waja say hi gadi walay log challane fee ada kar nay kay bad hi apny gadi kay paper hi hasil kar saky gen. Or is kay bary main hi Traffic Police lahore kay hi Officer Tayyab Hafeez Chimah nay hi kaha hai kah is system ki waja say hi logon ko bhi faidah hoga. Or yah bohat hi achi bat bi hai. or is ki maded say hi logon ko kise bhi kisum ki takleef ka bhi samnah nahi karna pary ga. Or is kay ilawah hi yah bi kaha gaya hai kah yah sub baty in ho nay Faisal Chock Mall Road par hi ho nay waly aik ceremony main hi ki hai. or is kay ilawah hi in ho nay yah bi kaha hai kah Traffic police ko is tarah kay system ki waja say hi logon ko bohat hi faidah bhi hoga. Or yah bohat hi achi bat bi hai. Or is kay sat hi yah bhi kaha gaya hai kah Traffic police ko is tarah kay system ki zarorat bhi thi.
Traffic Police Introduce E-Challaning System
No comments:
Post a Comment